Showing posts with label Lyrics. Show all posts
Showing posts with label Lyrics. Show all posts

Phir Ek Baar Modi Sarkaar Song Lyrics

By // No comments:

Phir Ek Baar Modi Sarkaar Song Lyrics 




पांच साल पहले, देश ने देखा था एक सपना ।
सबके साथ ही होता हो, विकास सबका अपना ।
चाचा-भतीजा कोई नहीं, बस काबिलियत से देश चले ।
फेक-वेक फर्जी नहीं, बस सच्चाई से देश बढे।
धीरे धीरे काम न हो, जो हो तेज़ फटाफट हो ।
काले धन से जंग छिड़े, गरीब का बेडा पार हो ।
यही वक़्त था जब हमने, सूरज नया उगाया था ।
देश के कोने कोने मे हमने,कमल खिलाया था ।

चलो फिर एक बार हम, मोदी सरकार बनाते है ।
चलो मिल के साथ, आगे देश को बढ़ाते है ।
चलो फिर एक बार, हम मोदी सरकार बनाते है ।
चलो मिल के साथ, आगे देश को आगे बढ़ाते है ।


भर ले जोश जवान मेरे, कर ले लोड विमान तेरे ।
मार गिरा के दुश्मन को, जीत के घर आ शेर मेरे ।
कुचल दे आतंक को तू, फेहरा दे तिरंगा तू ।
साथ में पूरा देश खड़ा, बोल दे जा के हल्ला तू ।

चलो फिर एक बार, हम मोदी सरकार बनाते है ।
चलो मिल के साथ, आगे देश को बढ़ाते है ।


सपना ऐसे भारत का, आज हुआ साकार है ।
उंच नीच छूटी पीछे, ये मोदी सरकार है ।
सुरक्षा है सम्मान है, ये सबका अधिकार है ।
सपनो का नया भारत देखो, ले रहा आकर है ।
फिर से देश जागा है, विकस का लोहा माना है ।
नए भारत को अपनाना है, फिर से कमल खिलाना है ।

चलो फिर एक बार, हम मोदी सरकार बनाते है ।
चलो मिल के साथ, आगे देश को बढ़ाते है ।
चलो फिर एक बार, हम मोदी सरकार बनाते है ।
चलो मिल के साथ, आगे देश को बढ़ाते है ।

फिर से जोश रगों मे भरे, फिर से रोशन राहे करे ।
फिर से बड़े हम लक्ष्य रखे, फिर से हम साथ कहे ।


चलो फिर एक बार, हम मोदी सरकार बनाते है ।
चलो मिल के साथ, आगे देश को बढ़ाते है ।
चलो फिर एक बार, हम मोदी सरकार बनाते है ।
चलो मिल के साथ, आगे देश को बढ़ाते है ।

फिर एक बार मोदी सरकार, 
कमल का बटन दबाये भाजपा को जितायें ।

Click Here to Download the Song in MP3

Chalo Phir Ek Baar Hum Modi Sarkar Banate Hai Song Lyrics

By // No comments:



Chalo Phir Ek Baar Hum Modi Sarkar Banate Hai Song Lyrics [English]


Paanch saal pehle, desh ne dekha tha ek sapna.

Sabke saath hi hota ho, vikash sabka apna.
Chacha Bhatija koi nahi, bas kabiliyat se desh chale.
Fake wake farzi nahi, bas sachai se desh badhe.
Dheere Dheere kaam na ho, jo ho tez phataphat ho.
Kale dhan se jung chide, garib ka beda paar ho.
Yahi waqt tha jab humne, suraj naya ugaya tha.
Desh ke kone kone main humne kamal khilaya tha.
Chalo phir ek baar hum, modi sarkaar banate hai.
Chalo mil ke saath, aage desh ko badhate hai.

Bhar le josh jawan mere, kar le load viman tere.
Maar gira ke dushman ko, jeet ke ghar aa sher mere.
Kuchal de atank ko tu, fehra de tiranga tu.
Saath mai poora desh khada, bol de ja ke halla tu.

Chalo phir ek baar hum, modi sarkaar banate hai.
Chalo mil ke saath, aage desh ko badhate hai.

Sapna aise bharat ka, aaj hua sakar hai.
Unch neech chooti piche, ye modi sarkar hai.
Suraksha hai samman hai, ye sabka adhikaar hai.
Sapno ka naya bharat dekho, le raha aakar hai.
Phir se desh jaga hai, vikash ka loha mana hai.
Naye Bharat ko apnana hai, phir se kamal khilana hai.

Chalo phir ek baar hum, modi sarkaar banate hai.
Chalo mil ke saath, aage desh ko badhate hai.

Phir se josh rago main bhare, phir se roshan rahe kare.
Phir se bade hum lakshya rakhe, phir se hum saath kahe. 

Chalo phir ek baar hum, modi sarkaar banate hai.
Chalo mil ke saath, aage desh ko badhate hai.
Chalo phir ek baar hum, modi sarkaar banate hai.
Chalo mil ke saath, aage desh ko badhate hai.

Phir Ek Baar Modi Sarkaar,
Kamal Ka Button Dabaye Bhajpa Ko Jiatyen.

Click Here to Download This Theme Song in MP3



Watch the Video of this Theme Song | Phir Ek Baar Modi Sarkaar


#MainBhiChowkidaar Song Lyrics in English

By // No comments:


MainBhiChowkidaar


 #MainBhiChowkidaar Song Lyrics in English

Ye desh ye mera vatan, ye mera ghar mera chaman.
Ye desh ye mera vatan, ye mera ghar mera chaman.

Sabka vikas chaahta, aur chaahta hoon bas aman.
Vo ek akela chal padaa, mai uski hee kataar hoon.
katar hoon...
katar hoon...
Haan mai bhi chowkidaar hoon.

Vada kiya hai khud se, ab kooda nahi phailaunga.
ki bhrashtachaar kale dhan ko, jad se yun mitaaunga.
Mai nai bharat ki kalpana...
Mai nai bharat ki kalpana se sehmat vichaar hoon.
Haan mai bhi chowkidar hoon.

Laghu udyog hai mera, mehnat se karta kaam hoon.
mehnat se karta kaam hoon...
Ek ghar ka chulha mujhse hai, mai ujjwala sa naam hoon.
mai ujjwala sa naam hoon...
Main desh ke vikash main chota sa bhagidaar hun.
are haan mai bhi chowkidar hoon.


Vo ungliyaan utthaenge voh jhootth kehte jayenge.
Sach ki parakh toh hai mujhe, vo kyaa mujhe behkaaenge.
ki jhootth ke kapaal pe, mai satya ka prahaar hoon.
Haan mai bhi chowkidar hoon...
Haan mai bhi chowkidar hoon...

Atank ab nahi sahunga, haan mai chup nahi rahunga.
Maa bharti ka lal hun, main kab talak nahi kahunga.
Main sarhado ke hoshlo...
Main sarhado ke hoshlo ke saath ek hunkaar hun.
Haan mai bhi chowkidar hoon...
Haan mai bhi chowkidar hoon...
Haan mai bhi chowkidar hoon...

Har us bhartiya main hai ek chowkidar jise hai desh ki fikra.


#MainBhiChowkidaar Song Lyrics [Hindi]

By // 1 comment:





आप आश्वस्त रहिये आपका ये चौकीदार पूरी तरह से चोकन्ना है 

ये देश ये मेरा वतन, ये मेरा घर मेरा चमन 
ये देश ये मेरा वतन, ये मेरा घर मेरा चमन 

सबका विकास चाहता, और चाहता हूँ बस अमन 
वो एक अकेला चल पड़ा, मैं उसकी ही कतार हूँ 
हाँ मै भी चौकीदार हूँ 

वादा किया है खुद से, अब कूड़ा नहीं फैलाऊंगा 
कि भ्रष्टाचार काले धन को जड़ से यूँ मिटाऊंगा 
मैं नए भारत की कल्पना ...
मैं नए भारत की कल्पना से सहमत विचार हूँ 
हाँ मै भी चौकीदार हूँ 

लघु उद्योग है मेरा मेहनत से करता काम हूँ 
मेहनत से करता काम हूँ ...
एक घर का चूल्हा मुझसे है मैं उज्ज्वला सा नाम हूँ 
मैं उज्ज्वला सा नाम हूँ...
मैं देश के विकाश में छोटा सा भागीदार हूँ 
अरे, हाँ मै भी चौकीदार हूँ 

वो उंगलिया उठाएंगे, वो झूठ कहते जायेंगे
सच की परख तो है मुझे, वो क्या मुझे बहकाएंगे 
कि झूठ के कपाल पे मैं सत्य का प्रहार हूँ 
हाँ मै भी चौकीदार हूँ 

आतंक अब नहीं सहूंगा, हाँ मैं चुप नहीं रहूँगा 
माँ भारती का लाल हूँ, मैं कब तलक नहीं कहूँगा 
मैं सरहदों के होंसलो...
मैं सरहदों के होंसलो, के साथ एक हुंकार हूँ 
हाँ मै भी चौकीदार हूँ...
हाँ मै भी चौकीदार हूँ...
हाँ मै भी चौकीदार हूँ...

हर उस भारतीय में है एक चौकीदार जिसे है देश की फिक्र 





Tan Man Jeevan Chalo Saware, Yog Marg Apnaye - Yog Geet Lyrics In Hindi

By // No comments:

"Here is the Lyrics of the Yog Geet in Hindi -Tan Man Jeevan Chalo Savare, Yog Marg Apnaye."

तन मन जीवन चलो सवारे, 
योग मार्ग अपनाये !
वैर भाव को त्याग सभी हम, 
गीत मिलन के गाए  !!

तन मन जीवन चलो सवारे, 
योग मार्ग अपनाये !

आनंदमय हो जीवन सब का, 
योग यही सिखलाये !
हो तन अब भय मुक्त सभी जन, 
दिव्य प्रेम सरसाये ! 

तन मन जीवन चलो सवारे, 
योग मार्ग अपनाये !

यम और नियम हमारे संबल, 
सुखमय जगत बनाये ! 
आसन प्राणायाम ध्यान से, 
स्वास्थ्य शांति सब पाए !

तन मन जीवन चलो सवारे, 
योग मार्ग अपनाये !

उर्जावान बने सब साधक, 
संशय सभी मिटाए !
विश्व एक परिवार योग कर, 
स्वर्ग धरा पर लाये ! 

तन मन जीवन चलो सवारे, 
योग मार्ग अपनाये !
वैर भाव को त्याग सभी हम, 
गीत मिलन के गाए  !!

Tan Man Jeevan Chalo Saware, Yog Marg Apnaye - Yog Geet Lyrics in English

By // 2 comments:




Here are the Lyrics of the Yog Geet in English

Tan Man Jeevan Chalo Savare,
Yog Marg Apnaye.
Vair Bhav Ko Tyag Sabhi Hum, 
Geet Milan Ke Gaye.

Tan Man Jeevan Chalo Savare,
Yog Marg Apnaye.

Anandmaya Ho Jeevan Sabka,
Yog Yahi Sikhlaye !
Ho Tan Ab Bhaya Mukta Sabhi Jan,
Divya Prem Sarsaye.


Tan Man Jeevan Chalo Savare,
Yog Marg Apnaye.

Yam Aur Niyam Hamare Sambal,
Sukhmaya Jagat Banaye.
Aasan Pranayam Dhyan Se,
Swasthya Shanti Sab Paye.

Tan Man Jeevan Chalo Savare,
Yog Marg Apnaye.

Urjawan Bane Sab Sadhak,
Sansay Sabhi Mitaye.
Vishwa Ek Parivaar Yog Kar,
Swarga Dhara Par Laye.

Tan Man Jeevan Chalo Savare,
Yog Marg Apnaye.

Tan Man Jeevan Chalo Savare,
Yog Marg Apnaye.
Vair Bhav Ko Tyag Sabhi Hum, 
Geet Milan Ke Gaye.




मेरा देश बदल रहा है…आगे बढ़ रहा है ! | Song Lyrics in Hindi

By // No comments:



देखो आसमां में खिलकर सूरज निकल रहा है,
देश का परचम अब ऊँचा उड़ रहा है !
वर्षो का अँधेरा रोशन हो रहा है,
गरीब की रसोई से धुआं हट रहा है !

मेरा देश, मेरा देश, मेरा देश.... 
मेरा देश बदल रहा है…आगे बढ़ रहा है !
मेरा देश बदल रहा है…आगे बढ़ रहा है !

बेटियों को पढ़ा कर परिवार बन रहा है,
गरीब को मिला सहारा, कारोबार वो कर रहा है !
किसान की फसल को बीमा कवर मिल रहा है !

मेरा देश, मेरा देश, मेरा देश.... 
मेरा देश बदल रहा है…आगे बढ़ रहा है !
मेरा देश बदल रहा है…आगे बढ़ रहा है !

युवाओ के हाथो से ये भारत संवर रहा है,
गाँवों की सड़क से अब शहर जुड़ रहा है !
बैंक अब सभी का खाता खोल रहा है,
रेल का सफ़र अब सबको भा रहा है !
हुनर के होंसले से रोजगार बढ़ रहा है !

मेरा देश, मेरा देश, मेरा देश.... 
मेरा देश बदल रहा है…आगे बढ़ रहा है !
मेरा देश बदल रहा है…आगे बढ़ रहा है !

BJP Theme Song - Mera Desh Badal Raha Hai, Aage Badh Raha Hai Lyrics in English

By // No comments:


सरकार के दो वर्ष पूरे होने के उपलक्ष्य पर प्रधानमंत्री नरेंद्र मोदी ने एक थीम सोंग जारी किया !
 #TransformingIndia
Here are the Lyrics in English—

Dekho Aasmaan Mein Khilkar, Suraj Nikal Raha Hai.
Desh ka Parcham Ab Uncha Ud Raha Hai.
Varsho ka Andhera Raushan Ho Raha Hai,
Gareeb ki rasoi se Dhua Hat Raha Hai.

Mera Desh, Mera Desh, Mera Desh...
Mera Desh Badal Raha Hai, Aage Badh Raha Hai.

Beetio ko Padha Kar, Parivaar Ban Raha Hai.
Gareeb Ko Mila Sahara,Karobaar Wo Kar Raha Hai.
Kishan Ki Fasal Ko, Beema Cover Mil Raha Hai.

Mera Desh, Mera Desh, Mera Desh...
Mera Desh Badal Raha Hai, Aage Badh Raha Hai.

Yuvao ke Hantho Se, Ye Bharat Savar Raha Hai.
Gaon Ki Sadak se Ab Sehar Jud Raha Hai.
Bank Ab Sabhi Ka Khata Khol Raha Hai.
Rail Ka Safar Bhi, Ab Sabko Bha Raha Hai.
Hunar Ke Hausle Se Rojgar Badh Raha Hai.

Mera Desh, Mera Desh, Mera Desh...

Betiyan To Hai Lamha Khushi Ka Lyrics in English

By // 1 comment:
Here are the beautiful Lyrics of the Song " Betiyan To Hai Lamha Khushi Ka" .



koi chehra hai komal kali ka,

roop koi saloni pari ka.
Inse sikha sabak jindagi ka 
Betiya to hain lamha khushi ka.
Ye agar hai toh raushan jaha hai,
ye jamine hai aur aasma hai.
Hai wajud inse he aadmi ka,
Betiya to hain lamha khushi ka.
Humne rab ko to dekha nahi,
par noor ye hai khuda ka jami par.
Ek Ehsash hai raushani ka,
Betiya to hain lamha khushi ka.
Inse inki adaye na cheeno,
inse inki sadaye na cheeno.
Haq inhe bhi to hai jindagi ka,
Betiya to hain lamha khushi ka.
Betiya to hain lamha khushi ka.

To Listen this Song Please Click Here.