Are Ye to bas Shuruaat Hai | #SaalEkSuruaatAnek— NaMo Song Lyrics

By
Advertisement
On the Successful completion of 1 Years of Narendra Modi Government. Bharatiya Janata Party has recently released its latest NaMo Song. The title of this Beautiful Song is Ye to bas Shuruaat hai..

ये तो बस शुरुआत है... 
#SaalEkShuruaatAnek | Song Lyrics
Lagan se sewa ki 
Tan-man se sewa ki
Nirdhan ki sewa ki

Ho Ho Hao
La Lala, La Lala, La Lala
Beti ko bachaye
Beti ko Padhaye

Swach Bharat Karke Dikhaye
Har dil ki rakhi baat hai 
Ye to bas Shuruaat hai
Ye to bas Shuruaat hai

Bhrastachaar band karaya
Mudra bank se rozgar badhaya

Ab unnati ke ujiyare se
andhiyare ki maat hai

Andhiyare ki maat hai
Ye to bas Shuruaat hai
Are Ye to bas Shuruaat hai


Aapda mein na ek pal gawaya
Kisano ka dukh hai bataya

Bima pension se khushali laye
ye samay ki aavaj hai

Samay ki aavaj hai
Ye to bas Shuruaat hai
Are Ye to bas Shuruaat hai

Jan dhan se dhan paya
Rasoi mein idhan aaya
Kam byaj pe karja hai milta
sudhre sabke halat hai
Ye to bas Shuruaat hai
Are Ye to bas Shuruaat hai

Rozgar ko diya badhawa
Kisano mein utsah jagaya
Yuva desh ki yuva umange
Nayi pidhi ka saath hai

Nayi pidhi ka saath hai
Ye to bas Shuruaat hai
Are Ye to bas Shuruaat hai

Mahilao ko dilaya hosla
Raksha ka kiya faisla
Kanoon unke saath ha
Ye to bas Shuruaat hai
Ye to bas Shuruaat hai

Kanoon unke saath hai
Ye to bas Shuruaat hai
Are Ye to bas Shuruaat hai


Sari duniya ko dost banaya
tirange ka man badhaya
desh desh mein goonj rahi 
ab bharat ki baat hai
Waah Bharat ki kya baat hai
Ye to bas Shuruaat hai
Ho Ho Ho Shuruaat hai
Are Ye to bas Shuruaat hai
Haan Haan Shuruaat hai
Shuruaat hai.
Shuruaat hai.
Shuruaat hai.

Hurrah

Are Ye to bas Shuruaat hai
Are Ye to bas Shuruaat hai
Are Ye to bas Shuruaat hai
Are Ye to bas 
Ye to bas Shuruaat hai
Ye to bas Shuruaat hai




To Know more about #SaalEkShuruaatAnek Please visit narendramodi.in/oneyear



Click Here To Downnload This Song.

1 comment:

  1. plz post audio SONG


    YE TO BUS EK SHURUAT HAI...
    I REQUEST

    ReplyDelete