#MainBhiChowkidaar Song Lyrics in English

By
Advertisement


MainBhiChowkidaar


 #MainBhiChowkidaar Song Lyrics in English

Ye desh ye mera vatan, ye mera ghar mera chaman.
Ye desh ye mera vatan, ye mera ghar mera chaman.

Sabka vikas chaahta, aur chaahta hoon bas aman.
Vo ek akela chal padaa, mai uski hee kataar hoon.
katar hoon...
katar hoon...
Haan mai bhi chowkidaar hoon.

Vada kiya hai khud se, ab kooda nahi phailaunga.
ki bhrashtachaar kale dhan ko, jad se yun mitaaunga.
Mai nai bharat ki kalpana...
Mai nai bharat ki kalpana se sehmat vichaar hoon.
Haan mai bhi chowkidar hoon.

Laghu udyog hai mera, mehnat se karta kaam hoon.
mehnat se karta kaam hoon...
Ek ghar ka chulha mujhse hai, mai ujjwala sa naam hoon.
mai ujjwala sa naam hoon...
Main desh ke vikash main chota sa bhagidaar hun.
are haan mai bhi chowkidar hoon.


Vo ungliyaan utthaenge voh jhootth kehte jayenge.
Sach ki parakh toh hai mujhe, vo kyaa mujhe behkaaenge.
ki jhootth ke kapaal pe, mai satya ka prahaar hoon.
Haan mai bhi chowkidar hoon...
Haan mai bhi chowkidar hoon...

Atank ab nahi sahunga, haan mai chup nahi rahunga.
Maa bharti ka lal hun, main kab talak nahi kahunga.
Main sarhado ke hoshlo...
Main sarhado ke hoshlo ke saath ek hunkaar hun.
Haan mai bhi chowkidar hoon...
Haan mai bhi chowkidar hoon...
Haan mai bhi chowkidar hoon...

Har us bhartiya main hai ek chowkidar jise hai desh ki fikra.


0 comments:

Post a Comment